Kya cheez hai zindgi #artistvishalsaxena
Kuch line ..ki Kya hai zindgi Jis raah se bhi gujre hum Ek naam suna zindgi Humne bhi chaha koi hum ko bhi bata de Kya cheez hai zindgi Thake huye raahi ne kaha-- Ruck naa hi hai zindgi Aur apahiz ne kaha -- Chalna hi hai zindgi Garibi mai tadap te huye insaan se kaha Paisa hi Paisa hai zindgi Khusiyo mai dube huye kisi ne kaha ...